Roman script

Ehsaas ki jo jubaan ban gaye

Ehsaas ki jo jubaan ban gaye

Dil mein mere mehmaan ban gaye

Aap ki tareef mein kya kahe

Aap humari jaan ban gaye

Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye

Aap humari jaan ban gaye

Qismat se humein aap humdam mil gaye

Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye

Socha jo nahin woh hasil ho gaya

Chahun aur kya ke khuda de ab mujhe

Rab se mila ek ayaan ban gaye

Khwabo ka mere muqaam ban gaye

Aap ki tareef mein kya kahe

Aap humari jaan ban gaye

Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye

Aap humari jaan ban gaye

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi

Main to sajda karun unko

Arz rubaani meri farz gawahi

Meri ishq hua mujhko

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi

Mai to sajda karun unko

Arz rubaani meri farz gawahi

Meri ishq hua mujhko

Explore this song