Roman script

Yaara..
Yaraa..
Pehle bhi to hazaaron
Raaton se lad chuke hai
Hum dhoop ke parinde,
Roke kahan ruke hai
Yaara..
Pahle bhi to hazaaron
Raaton se lad chuke hai
Hum dhoop ke parinde,
Roke kahan ruke hai
Hum gaate gungunaate
Utrenge phir chhaton par
Raftaar banke phir se
Daudenge raaston par
Aazadiyaan, manmarziyaan
Unchaiyaan ye yaara.. Haq hai humara..
Haq hai humara.. Haq hai humara..
Haq hai humara.. Haq hai humara..
Together we are and we'll shine again,
Our spirits are high , we'll stand again,
We are India, we are India, we are India
Holding hand in hand we'll run again
Our hopes are flying, that we'll win again
We are India, we are India, we are India
Haq hai humara

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Ali Ahmad

cast: Shahrukh Khan

director of photography: Naushad Ali

music label: Universal Music India