Roman script

Manzilon ne raahon ko chuna

Dhadkanon ne baahon ko chuna

Khul gaye khwaabon ke sire

Beech raaste..

Lakeeron se hum mud gaye

Behakte yeh kadam judd gaye

Lakeeron se hum mud gaye

Behakte yeh kadam judd gaye

Yeh kya fasana keh gaye

Beech raaste..

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste, beech raaste

Tum kahan ho hum kahan hai kya pata

Har kadi ka poochhte ho kyun pata

Chalne do khwaahishon ka silsila

Jo milega loot le tu woh maza

Sawalon se kyun lad gaye

Jawabon pe yoon add gaye

Sawalon se kyun lad gaye

Jawabon pe yoon add gaye

Raaton ko khwaabon se chune

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste.. Beech raaste

Beech raaste, beech raaste

Manzilon ne raahon ko chuna

Dhadkanon ne baahon ko chuna

Khul gaye khwaabon ke sire

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste.. Beech raaste

Beech raaste, beech raaste

Beech raaste..

Explore this song