Roman script
Baba yaga! baba yaga! baba yaga! Check! Nick name baba yaga Career nahin bana raha hu Bani hai yahan saga Simple sidha banda hu Jeevan bita raha sada Par jab bhi koyi uchle To dikha du uski jagah Vada.. Ahh Main jo cheeje karta wo Cheeje your lover can't Shot lene ki mat soch Yahan pe poora murder plan Mujh pe baat aaye Mere fans khode kabar damn Power itni bang Jeb mein kaid hai power bank Main jabse aaya tabse hype mein bro Tu nimbu chaat baithke main limelight mein bro Hai mere sath finix tere side mein crow Mic mein aau jaise mic aaye fight mein bro You wanna fight me bro Sath 15 rapper la ke par Wo aana nahin chahenge Kyuki unko marna nahin hai Chahe wo jo bhi hai 15 hai Ya saale 15 lakh hai unko bhi pata hai Unme se koyi bhi karma nahin hai Check! Nick name baba yaga Career nahin bana raha hu Bani hai yahan saga Simple sidha banda hu Jeevan bita raha sada Par jab bhi koyi uchle To dikha du uski jagah Vada.. Ahh Nick name baba yaga Career nahin bana raha hu Bani hai yahan saga Simple sidha banda hu Jeevan bita raha sada Par jab bhi koyi uchle To dikha du uski jagah Mere bhai tera hype Tera light le rha fight Tera bhai dera bite Dega lies ka supply Teri life mein tanhai Meri flight hai tonight Poora white with the eight Get the bite make a might ahh.. Ghar badla number badla mind set wahi Kaafi saare dhakke jhele feeling saari jet boy Daddy ke business se nahin khudse kara set boy Ab mera monthly jo hai tera net Ab pent * se pent * Aur bill du jaise clinton hu Main dhangki jagah settle hu Nakli jama tu fatel hu Dehradun ka mera khoon Cheekhe jahan sab main chalun Aadhe bole ke legend hun Aadhe bole ke mental hun Nick name baba yaga Hassi kaafi aayi unhe Jab maine kaha thha Rap bhi karunga chahe Job chhute course chhute Ab bole ki jhilta nahin Humse tera dhamaka So here we go! Nick name baba yaga Career nahin bana raha hu Bani hai yahan saga Simple sidha banda hu Jeevan bita raha sada Par jab bhi koyi uchle To dikha du uski jagah Vada.. Ahh Nick name baba yaga Career nahin bana raha hu Bani hai yahan saga Simple sidha banda hu Jeevan bita raha sada Par jab bhi koyi uchle To dikha du uski jagah Vada.. Ahh Yeah yeah.. Raftaar on the beat! Karma! Yo! Dehradun ka mera khoon To life to death yo!
Song details
Song video
director: Director GRIM
genre: Hip-Hop(Rap)
music label: Kalamkaar