Roman script
Khali pan mein socha main kuch karun Phir socha kyu na dhoop hi sek lun Safed si lagti hai yeh dhoop Akeli girti padti sadkon pe Yeh dhoop.. Kya khabar? Bahar garam hai ya sard hai Mausam kal aana aaj duniya band hai Yeh dhoop... Kya khabar? Bahar garam hai ya sard hai Mausam kal aana aaj duniya band hai Bulaati har pehar chahe choona jaise Har wo dopehar akeli doobti Ubharati lehron pe jaati har agaon mein Jaati har sheharon mein rait pe leti hai yeh.. Yeh dhoop... Kya khabar? Bahar garam hai ya sard hai Mausam kal aana aaj duniya band hai Yeh dhoop... Kya khabar? Bahar garam hai ya sard hai Mausam kal aana aaj duniya band hai Aaspas aajkal koyi nahin hai mere Deewaron ke pichhe hai pardo ke yeh pehare Khidkiyon se udd gayi kahaan gayi wo subah Jisko hum hai dhoondte jisko hum hai khojte Meri ungliyon pe uchhle mehsoos ho phir wahi Ummeed ki chanv hai lagti yeh dhoop nahin Dekhhe kitne chehre iske dekhe kitne roop Akeli andheron se ladti jhagdati yeh dhoop Kya khabar? Bahar garam hai ya sard hai Mausam kal aana aaj duniya band hai Yeh dhoop... Kya khabar? Bahar garam hai ya sard hai Mausam tu badal baadal ye garje hai
Song details
- Singer: Siddhant Chaturvedi
- Composer: DAWgeek
- Lyricist: Siddhant Chaturvedi
Song video
music label: Excel Movies