Roman script
Kyun tode tune saare waade Tanha chhoda rahon mein laake Aankhein meri bin tere jaage Jaun main kahan.. Kyun aahatein hai peeche bhaage Thak gaya hoon jaage jaage Dard bhi ab aankhein maange Ro lu mein zara.. Meri taqdeer thi tu Main tera naseeb tha Kyu mil na paaye yeh bata.. Toda kyun chhoda tanha mujhko bewajah Teri hi yaadein hai bas ab to har jagah Aansoun ki baarish hai aur tanha main khada Teri hi yaadein hai bas ab to har jagah Pehli mulaqaat ki wo raat Tera sath wo barsaat Yaad aati hai.. Keh na paaya jo main dil ki baat Wo jazbaat ban beh jaati hai Yaad aati hai.. Tera har khwab mera tha Falak par bas savera tha Na ho paaya kisi ka dil ye tera tha Toda kyun chhoda tanha mujhko bewajah Teri hi yaadein hai bas ab to har jagah Aansoun ki baarish hai aur tanha main khada Teri hi yaadein hai bas ab to har jagah Toda kyun mujhe chhoda kyun Toda kyun mujhe chhoda kyun Toda kyun mujhe chhoda kyun.. Bewajah.. Toda kyun mujhe chhoda kyun Toda kyun mujhe chhoda kyun Toda kyun mujhe chhoda kyun.. Bewajah..
Song details
- Singer: Hardil Pandya
- Composer: Hardil Pandya
- Lyricist: Shravan Pundirr
Song video
music label: Indie Music Label