Roman script

Aa.. Aa..

Ik khwab ki tarah

Mujhko hai tu mila

Ab rehna yun hi humrahi

Ik khwab ki tarah

Mujhko hai tu mila

Ab rehna yun hi humrahi

Yeh pyar woh dua hai

Jisne ise padha hai

Haasil hai sab kuch

Haare chahe baazi

Main banjaari teri

Main banjaari teri

Main banjaari ho gayi

Main banjaari teri

Main banjaari teri

Main banjaari ho gayi

Main banjaari teri

Main banjaari teri

Main banjaari ho gayi

Meri amaanat tu hai

Meri jamanat tu hai

Meri jahan ke aage

Ka woh jahan bhi tu hai

Meri amaanat tu hai

Meri jamanat tu hai

Meri jahan ke aage

Ka wo jahan bhi tu hai

Aa.. Aa..

Hona tera mera, hona mera tera

Daulat hai meri main razi

Ilzam de mujhe, inaam de mujhe

Par jee le chahe main razi

Yeh pyar wo dua hai

Jisne isse padha hai

Haasil hai sab kuch

Haare chahe baazi

Main banjaari teri

Main banjaari teri

Main banjaari ho gayi

Main banjaari teri

Main banjaari teri

Main banjaari ho gayi

Explore this song