Roman script

Zindagi mein aate hain, jaate hain

Tera jaana kuch aur tha

Waise to mill jayenge, mill jayenge

Tera paana kuch or tha

Zindagi mein...

Tu nahi toh zindagi mein

Veerani si chhaa gayi

Aisa kyun lagta hai mujhko

Haan tu waapas aa gayi

Jo kiya tha mujhse woh

Jo kiya tha mujhse woh

Tera waada kuch aur tha

Zindagi mein aate hain, jaate hain

Tera jaana kuch aur tha

Zindagi mein...

Explore this song