Roman script
Ishq meetha ae suniya bada si Ishq meetha ae suniya bada si Ishq kita te pata chaleya.. Do naina ne aisa thageya haaye Pal kuch bhi na chhadeya Do nainen ne aisa thageya haaye Pal kuch bhi na chhadeya Ishq meetha ae suniya bada si Khud ko bhula ke sab kuch loota ke Dard mila bas, dil ko laga ke Saari manjile roothi, kashmein bhi hai tooti Do jism jaan ik baatein sab hai jhoothi Socheya na ik waari Jadon haath chhadeya Do naina ne aisa thageya Pal kuch bhi na chhadeya Do naina ne aisa thageya haaye Pal kuch bhi na chhadeya Haan.. Haan.. Haan mud ke bhi mil paaun Jaaun toh kaha main jaaun Hoke mazboor bas Teri gali laut aaun Ankhiyon ne khaaya dhoka Dil ko na maine roka Aansuon ka saawan leke Aaya ik aisa jhoka Dekhle tu ik waari Pallan mera addeya Do naina ne aisa thageya haaye Pal kuch bhi na chhadeya Do nainen ne aisa thageya haaye Pal kuch bhi na chhadeya (ishq meetha....)
Song details
- Singer: Palak Muchhal
- Composer: Anupama Raag
- Lyricist: Ajay Bawa
Song video
music label: Zee Music Company