Roman script
Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko la Apan escobar isko maar ya usko maar (devil mumbai sheher se) Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko la Apan escobar isko maar ya usko maar (kaun hai bole toh 7bantaiz) Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko la Apan escobar isko maar ya usko maar Aar ya paar chalde ba Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko la Apan escobar isko maar ya usko maar Aar ya paar chalde ba Bas kya ba flow bole toh maska na Tu apan ko dekh ke thasta na Idharich tu phasta na Pehle se trained main bajta nahin khota Kitna bhi jeete basich nahin hota Arey bas kya? Loyal hai hum toh game ko ba Royal hai punch sab aim pe ba Fatse jhatke katal hai na Haq se badte struggle hai na D’evil bhai batate inko Apan kab se chill kare (chill bro) Full zone me jab bhi yeh bachkane busy the Phone mein tab se hum deal kare Abe dekhta kya kya kya Ye shabdo ki jung hum karte lyrically hatya Katle aam andha hun main chalo side do Dikhte sirf muje bhailog Real talks no dialogues saath bhailog Fakra karte geente paise hum khudke dum pe.. Chal de baa mehnat ka khane samjha kya Haste rehne ka hamesha haan Udta teer nahin lene ka baa (bawal hai bro) Hustle karte din raat bro Saathon ka sath na choda karo Gairon ke sath na chala karo Koi nahin apne ko rok sakta bro.. Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko laa Apan escobarvisko maar ya usko maar Aar ya paar chalde baa Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko laa Apan escobar isko maar ya usko maar Aar ya paar chalde baa Bolna apna haq hai nahin rehte chup (rehte chup) Pagal apne ladke nahin rehte chup Aawaz karo! Gane bajega to blast karo Shaane log sare aaram karo Baat kam karo thoda kaam karo Shaitani chale full form mein bro Abe sun na (sun na) Thoda thanda le (thanda le) Kyu itna garam hai tu faasi ka jaake fandha le Esco wala baar disco wala nahin 100% bars choco wala nahin Sir pe seedha shot deo wala nahin Action pe apan haan picture wala nahin Bas kya bhai tere maa ne to bola ye ladka bigda hai Iska to sangat he galat apun aaj alag Tujhse bhi saras kya Pahle to naam badnaam be kota Karte aaj kaam bada na be chota Jo apne sath hai ussi ko raka Baki ko diya mien wata kya chal.. Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko la Apan escobar isko maar ya usko maar Aar ya paar chalde ba Bas kya ba bhidhne ka rahega toh das ko la Apan escobar isko maar ya usko maar Aar ya paar chalde ba Bas kya bas kya maska chaska Bhai log mere bhikkhu satya Maine rakh diya usne hag diya Satya satya kon hai satya 59 ek saath hum na karte fake baat Apna bombay gheun taak, kaun incharge? Tere bhailog..
Song details
- Singer: 7BantaiZ
- Singer: D'EVIL
- Singer: DIVINE
- Composer: DRJ Sohail
- Lyricist: Aditya Vhatkar
- Lyricist: Yogesh Kurme
- Lyricist: Nitesh Patel
- Lyricist: David Klyton
- Lyricist: Nishant Mohite
- Lyricist: Siddesh Jammi
- Lyricist: Dhaval Parab
- Lyricist: Vivian Fernandes
Song video
singer: 7BantaiZ, D'EVIL, DIVINE
lyricist: Aditya Vhatkar, Yogesh Kurme, Nitesh Patel, David Klyton, Nishant Mohite, Siddesh Jammi, Dhaval Parab, Vivian Fernandes
genre: Hip-Hop (Rap)
music label: Gully Gang