Yaara Teri Galiyon Mein Yaadein Huyi Aawaara - यारा तेरी गलियों में यादे हुई आवारा lyrics by Pankaj Udhas
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Pankaj Udhas |
| Album: | Yaara |
| Year: | |
| Genre: | song |
| Lyricist: | |
| Music Director: | Ustad Amjad Ali Khan |
Lyrics
yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara rag rag behati aankhein dar dar behaki yaadein rag rag behati aankhein dar dar behaki yaadein soyi soyi har gali se uth rahi hai sard saansein bhigi raatein yaara inhi raahon pe tha dil kisi ne haara yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara teri gali mein yaara kabse bhatak raha hoon tu chilmano ke pichche main bepard jal raha hoon hai dar badar fakiri tera hoon bas tera hoon leke yahin tamanna ji ji ke mar raha hoon chhuti chhuti jaaye raahi, ruthi ruthi si sadaayein uss athariya tera manjar ek leher si uth rahi hai dil ke andar yaara tere kuche mein tuta hai koyi taara yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara maangu khuda se abb kya,ik shab wasal ki paayi kaisi kathin thi raahein kiitne thake the raahi sehra mein thi aawaazei dekhi na par dikhaayi dariya mein uthati mauje maujon se aashinaayi sehra sehra teri aahat, dariya dariya teri chaahat baadlon ka chup se aana baras jaan kya haqiqat kya fasaana yaara inhi ramjo mein paaya tera najaara yaara teri galiyon mein yaadein huyi aawaara
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Yaara
- Composer: Ustad Amjad Ali Khan