Woh Rulakar Hans Na Paya Der Tak - वो रुलाकर हँस ना पाया देर तक lyrics by Jagjit Singh
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Jagjit Singh |
| Album: | Cry For Cry |
| Year: | |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Nawaz Deobandi |
| Music Director: | Jagjit Singh |
Lyrics
wo rulakar hans na paya der tak wo rulakar hans na paya der tak jab main rokar muskuraaya der tak wo rulakar hans na paya der tak bhulna chaaha agar usko kabhi bhulna chaaha agar usko kabhi aur bhi wo yaad aaya der tak wo rulakar hans na paya der tak bhukhe bacchon ki tasalli ke liye bhukhe bacchon ki tasalli ke liye maa ne phir paani pakaya der tak maa ne phir paani pakaya der tak wo rulakar hans na paya der tak gungunata jaa raha tha ik fakeer gungunata jaa raha tha ik fakeer dhoop rehti hai na saaya der tak dhoop rehti hai na saaya der tak wo rulakar hans na paya der tak jab main rokar muskuraaya der tak wo rulakar hans na paya der tak
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Cry For Cry
- Composer: Jagjit Singh
- Lyricist: Nawaz Deobandi