Tauba Tumhare Yeh Ishare - तौबा तुम्हारे ये इशारा lyrics by Abhijeet, Alka Yagnik
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Abhijeet, Alka Yagnik |
| Album: | Chalte Chalte |
| Year: | 2003 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Javed Akhtar |
| Music Director: | Jatin Lalit |
Lyrics
tauba tumhare ye ishare ham to divane hai tumhare raj ye kaise khol rahee ho tum aankho se bol rahee ho jadu aate hai tumko sare tauba tumhare ye ishare ham to divane hai tumhare chhu lete ho tar jo dil ke tum hee batao tum se milke jan-o-dil koi kyo naa hare tauba tumhare ye ishare jism damakta jadu jadu julf ghaneri khushbu khushbu sase hamaree mehkee mehkee najre tumharee behkee behkee tumhara badan hai jaise chaman hosh uda de ye najare tauba tumhare ye ishare ham to divane hai tumhare raj ye kaise khol rahi ho tum aankho se bol rahee ho jadu aate hai tumko sare tauba tumhare yeh ishare koi nasha hai chalka chalka hosh bacha hai halka halka ham hai jaise khoye khoye jage lekin soye soye machalti raho pigalti raho baho ke ghere me humare tauba tumhare yeh ishare ham to divane hai tumhare chhu lete ho tar jo dil ke tum hee batao tum se milke jan-o-dil koi kyo naa hare tauba tumhare ye ishare tauba tumhare ye ishare ham to divane hai tumhare raj ye kaise khol rahi ho tum aankho se bol rahee ho jadu aate hai tumko sare tauba tumhare ye ishare
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Chalte Chalte
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Javed Akhtar