Roman script

Pyaar karona aehteyaad karona

Khayaal karona madad karona

Sabr karona fikar karona

Pyaar karona aitbaar karona

Saare jahaan se aacha hindustan humara

Saare jahaan se aacha hindustan humara

Kuch baaton ka dhyaan karona ab ghar se kaam karona

Ab ghar waalon ke saath khao peeyo aaram karona

Dikhao na bahaduri iss baar thoda kayar bano na

Guitar bajao gaane gao ghar pe baith ke shayar bano na

Apne ko na hoga iss galat fehami mein mat raho na

Khud bhi samjho aur yeh baate aage peeche sab ko kaho na

Corona se bachne ke liye tum kuchh bhi mat karo na

Jo keh rahe sun lo. Doctors police ko salute karo na

Karo na.. Karo na.. Karo na..

Pyaar karona aehteyaad karona

Khayaal karona madad karona

Saare jahaan se aacha hindustan hamara

Saare jahaan se aacha hindustan hamara

Na achha na bura na sahi na galat

Ameer na gareeb isko padta na farak

Seekh ke isse rawaana kar isko

Jaldi se tu kar isko dafan

Karna chahta hai tu thodi bhi madad

Toh dar ke tu baith chhup ke tu baith

Insaaniyat ke liye tum lado na

Iss baar thoda selfish raho na

Apne liye karo na

Hello namaste kaim chho salaam

Baat suno poore desh ki awaam

Isko seriously tum lo na

Saath milke fight karona

Saare jahaan se aacha hindustan hamara

Saare jahaan se aacha hindustan hamara

Pyaar karona aehteyaad karona

Khayaal karona madad karona

Saare jahaan se aacha hindustan hamara

Saare jahaan se aacha hindustan hamara !

Explore this song