Prem Hai Janmo Ka Sangam - प्रेम है जन्मो का संगम lyrics by Sukhwinder Singh, Anuradha Paudwal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sukhwinder Singh, Anuradha Paudwal |
| Album: | Radha Ka Sangam |
| Year: | 1992 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
| Music Director: | Anu Malik |
Lyrics
prem nagar me rahne walo ho apni dhun me kahne walo ho kuch to jano o diwano shri radha par swarg me laga ek abhishap sau baras ka hoga tujhko prem ka dukh santap swarg ke sau baras dharti par pal me jaye beet dharti par phir janmi radha liye krishan ki preet radha ka sangam radha ka sangam hoga hoga hoga radha ka sangam hoga hoga hoga radha ka sangam prem hai janmo ka sangam prem hai janmo ka sangam aandhi aaye tufa aaye chahe nikle dam hoga hoga hoga radha ka sangam hoga hoga hoga radha ka sangam radha ka sangam radha ka sangam dil jo dukhega dard badhega sab kuch sahna padega jahar judai ka peeti rahungi lekin jeena padega chahe dil ho udas phir bhi kahti hai aas chahe dil ho udas phir bhi kahti hai aas aayegi wo milan ki bela mit jayenge gum prem hai janmo ka sangam prem hai janmo ka sangam aandhi aaye tufa aaye chahe nikle dam
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Radha Ka Sangam
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Hasrat Jaipuri