Meri Dushman Hai Ye Meri Uljhan Hai Ye - मेरी दुश्मन है ये मेरी उलझन है ये lyrics by Mohammed Rafi
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi |
| Album: | Main Tulsi Tere Aangan Ki |
| Year: | 1978 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anand Bakshi |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
meri dushman hai ye, meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsati hai, ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai meri dushman hai ye, meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsati hai, ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai lagta hai mela na jane kaha, ashiq jama hote hai yaha are sabko pata hai ye dastaa, is ghar me hai ek ladki jawa ankhen uthake jhukake guzro is gali se, aane jane walo se kahati hai ye khidki ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai gum ki ghata ye chat jayegi, raho se diwar fat jayegi jab samne se hat jayegi, ghunghat me gor isimat jayegi ek roj khul jayegi tut ke ye, kitni najro ke teer sahti hai ye khidki jo bandh rahti hai, ye khidki jo bandh rahti hai aaye kabhi chaubhare mai wo, kuch soche mere bare mai wo are bate kare jo ishare me wo, chhup si khadi hai us kinare me wo is par mai us par woh hai, nadiya bich mai bahti hai ye khidki ye khidki jo bandh rahti hai, ye khidki jo bandh rahti hai meri dushman hai ye, meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsati hai, ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo bandh rahati hai, ye khidki jo bandh rahati hai
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Main Tulsi Tere Aangan Ki
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi