Mere Tute Hue Dil Se Koi To Aaj Ye Puchhe - मेरे टूटे हुए दिल से, कोई तो आज ये पूछे lyrics by Mukesh

Table of Contents: Lyrics
Mere Tute Hue Dil Se Koi To Aaj Ye Puchhe - मेरे टूटे हुए दिल से, कोई तो आज ये पूछे
Artist:Mukesh
Album:Chhalia
Year:1960
Genre:song
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Music Director:Kalyanji Anandji

Lyrics

mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe
ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai
mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe
ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai
kismat teri rit nirali, kismat teri rit nirali
o chaliye ko chalane wali, phul khila to tuti daali
jise ulfat samajh baitha meri nazaro kaa dhokha tha
kisiki kya khata hai, kisiki kya khata hai 
mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe
ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai
maangi mohabbat paayi judaai, maangi mohabbat paayi judaai
duniya mujhko raas na aayi, pahle kadam par thokar khayi
sada aazad rahte the hame malum hi kya tha
mohabbat kya bala hai, mohabbat kya bala hai
mere tute huye dil se koi to aaj ye puchhe
ke tera haal kya hai, ke tera haal kya hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details