Manga Hai Rab Se Tera Hi Pyar - माँगा है रब से तेरा ही प्यार lyrics by Babul Supriyo, Dipti Gautam

Table of Contents: Lyrics
Manga Hai Rab Se Tera Hi Pyar - माँगा है रब से तेरा ही प्यार
Artist:Babul Supriyo, Dipti Gautam
Album:Hum Do Anjaane
Year:2011
Genre:song
Lyricist:Francis
Music Director:Prashant Singh

Lyrics

manga hai rab se tera hi pyar tera hi pyar panva
manga hai rab se tera hi pyar tera hi pyar panva
teri raho mein ban ke sada tere sath main mit janva
tu hi ek hai mera sahar kyo jaan kar hai ajana
dhire dhire haule haule aankho se tu kya bole
dil mein jo hai kah de na bate teri sun ke 
dole manwa kyo haule haule apna bana le sajna 
tere aanchal ki chhao mein beete yara 
jivan saara ab to ye mera 
tere aanchal ki chhao mein beete yara
jivan saara ab to ye mera
chanda ka kangna laau taro se maang sajau
dil to ye chahe sajna
dhire dhire haule haule aankho se tu kya bole 
dil mein jo hai kah de na bate teri sun ke 
dole manwa kyo haule haule apna bana le sajna 
teri aankho se ujhiyara raushan saara 
jivan pyara ab hai ye mera 
teri aankho se ujhiyara raushan saara 
jivan pyara ab hai ye mera kismat ka chamka tara
sathi jo tumsa pyara hamne paya
dhire dhire haule haule aankho se tu kya bole 
dil mein jo hai kah de na bate teri sun ke 
dole manwa kyo haule haule apna bana le sajna
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details