Mai Hu Raju Coolie - मैं हूँ राजू कुली lyrics by Udit Narayan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Udit Narayan |
| Album: | Billa No 786 |
| Year: | 2000 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Vinay Bihari |
| Music Director: | Luv Kush |
Lyrics
dil hai bada aadmi mamuli dil hai bada aadmi mamuli raju coolie main hoon raju coolie raju coolie main hoon raju coolie seer pe pasina badan pe dhuli seer pe pasina badan pe dhuli raju coolie main hoon raju coolie raju coolie main hoon raju coolie iman ki roti khata hoon main pasine se paisa kamata hoon main iman ki roti khata hoon main pasine se paisa kamata hoon main dil mein hazaro hi armaan hai hum aap jaise hi insaan hai insaan hai ha jee insaan hai aadat bhale hai thodi chulbuli aadat bhale hai thodi chulbuli raju coolie main hoon raju coolie raju coolie main hoon raju coolie holi ho ya id ka ho milan ek dusre ke gale milte hum holi ho ya id ka ho milan ek dusre ke gale milte hum yaha pyar se hum hai rehte sabhi thakte nahi kaam se hum kabhi kaam se hum kabhi, kaam se hum kabhi neend mein bhi rehti hai aankhen khuli neend mein bhi rehti hai aankhen khuli raju coolie main hoon raju coolie raju coolie main hoon raju coolie dil hai bada aadmi mamuli dil hai bada aadmi mamuli raju coolie main hoon raju coolie raju coolie main hoon raju coolie seer pe pasina badan pe dhuli seer pe pasina badan pe dhuli raju coolie main hoon raju coolie raju coolie main hoon raju coolie raju coolie tu hai raju coolie raju coolie tu hai raju coolie
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Billa No 786
- Composer: Luv Kush
- Lyricist: Vinay Bihari