Le Pee Zara - ले पी जरा lyrics by Mukesh
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mukesh |
| Album: | Toofan Mein Pyar Kahan |
| Year: | 1966 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Prem Dhawan |
| Music Director: | Chitragupt |
Lyrics
le pee jara aur pee le pee jara aur pee na khushi rahe na gham rahe ae dil ab hosh me na tu rahe na hum rahe le pee jara aur pee pass hai may ki pari main jahan se dur hu pass hai may ki pari pass hai may ki pari main jahan se dur hu kuch na puchho mujhse koi main nashe me chur hu le pee jara aur pee na khushi rahe na gham rahe le pee jara aur pee wo zamana pyar ka ek fasana ho gaya wo zamana pyar ka wo zamana pyar ka ek fasana ho gaya jaise chamka koi taara aur kahin pe kho gaya le pee jara aur pee na khushi rahe na gham rahe le pee jara aur pee hosh se acchi lage mujhko ye behoshiya hosh se acchi lage hosh se acchi lage mujhko ye behoshiya ab to yaaro ek main hu aur meri majburiya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Toofan Mein Pyar Kahan
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Prem Dhawan