Kuch To Kaho - कुछ ना कहो कुछ भी ना कहो lyrics by Prajakta Shukre, Rahul Vaidya

Table of Contents: Lyrics
Kuch To Kaho - कुछ ना कहो कुछ भी ना कहो
Artist:Prajakta Shukre, Rahul Vaidya
Album:Tera Intezar
Year:
Genre:song
Lyricist:Sajid Wajid, Jalees Sherwani
Music Director:Sajid Wajid

Lyrics

kuch na kaho kuch bhi na kaho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho 
kya kahna hain kya sunna hain 
mujhko pata hain tumko pata hain 
samay ka ye pal tham sa gaya hain 
aur is pal mein koi nahi hain 
bas ek main hun bas ek tum ho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho 
koi sab pahchane khoye sare apne 
samay ki chalni se gir gir kar dhoye sare sapne 
koi sab pahchane khoye sare apne 
samay ki chalni se gir gir kar dhoye sare sapne 
aur kashmkash mein koi nahi hain 
bas ek main hun bas ek tum ho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho 
tumne jab dekhe the sundar komal sapne 
jhilmil sitare pani ke badal sab lagte the apne 
tumne jab dekhe the sundar komal sapne 
jhilmil sitare pani ke badal sab lagte the apne 
aur is pal mein koi nahi 
bas ek main hun bas ek tum ho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho 
kya kahna hain kya sunna hain 
mujhko pata hain tumko pata hain 
samay ka ye pal tham sa gaya hain 
aur is pal mein koi nahi hain 
bas ek main hun bas ek tum ho 
kuch na kaho kuch bhi na kaho
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song