Dil Mera Aaj Kho Gaya Hai Kahi - दिल मेरा आज खो गया है कहीं lyrics by Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Dil Mera Aaj Kho Gaya Hai Kahi - दिल मेरा आज खो गया है कहीं
Artist:Mohammed Rafi
Album:Door ki Awaaz
Year:1964
Genre:song
Lyricist:Shakeel Badayuni
Music Director:Ravi

Lyrics

dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
apke pao ke neche to nahin
apke pao ke neche to nahin
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
yun nazar pher ke mat jayiye rukiye to zara  
yun nazar pher ke mat jayiye rukiye to zara  
apko meri kasam tehariye suniye to zara 
apko meri kasam tehariye suniye to zara 
hai jahan ap mera dil hai wahin 
hai jahan ap mera dil hai wahin 
apke pao ke neche to nahi 
apke pao ke neche to nahi 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil churaya ho to pehlu mein chupaye rakhiye 
dil churaya ho to pehlu mein chupaye rakhiye 
zindagi bhar mujhe dewana banye rakhiye 
zindagi bhar mujhe dewana banye rakhiye 
lekin ek bar dila dejiye yakin 
lekin ek bar dila dejiye yakin 
apke pao ke neche to nahi 
apke pao ke neche to nahi 
dil mera aaj kho gaya hai kahin 
dil mera aaj kho gaya hai kahin
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details