Dil Ki Bazi Jeet Ke Bhi Hare Ho Gaye Is Tarah - दिल की बाज़ी जीत के भी हारे हो गए इस तरह lyrics by Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Dil Ki Bazi Jeet Ke Bhi Hare Ho Gaye Is Tarah - दिल की बाज़ी जीत के भी हारे हो गए इस तरह
Artist:Mohammed Rafi
Album:Madan Manjari
Year:1961
Genre:song
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Music Director:Sardar Malik

Lyrics

dil ki bazi jit ke bhi hare 
ho gaye is tarha pyar ke ishare
dil ki bazi jit ke bhi hare 
ho gaye is tarha pyar ke ishare
dil ki bazi jit ke bhi hare 
dekh kar kisi ko hosh kho gaye 
ek nazar me hum kisi ke ho gaye 
haye re wo samna dil pada hai thamna
phir rahe hai aankh me nazare
dil ki bazi jit ke bhi hare 
ho gaye is tarha pyar ke ishare
dil ki bazi jit ke bhi hare 
jhumke nache wo to jhume zindagi 
uske har kadam pe baze ragini
ek pari jamal hai aisi mast chal hai
jaise morni ke ho ishare
dil ki bazi jit ke bhi hare 
ho gaye is tarha pyar ke ishare
dil ki bazi jit ke bhi hare
yaad uski zindagi ke sath hai 
uski har ada me ek bat hai
pyar ki kitab hai wo to lazawab hai
jo bhi dekhe jaan apni ware 
dil ki bazi jit ke bhi hare
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song