Chodkar Tere Pyar Ka Daman Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaye - छोड़ कर तेरे प्यार का दामन ये बता दे कि हम किधर जायें lyrics by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

Table of Contents: Lyrics
Chodkar Tere Pyar Ka Daman Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaye - छोड़ कर तेरे प्यार का दामन ये बता दे कि हम किधर जायें
Artist:Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Album:Woh Kaun Thi
Year:1964
Genre:song
Lyricist:Raja Mehdi Ali Khan
Music Director:Madan Mohan

Lyrics

chhod  kar tere pyar ka daaman
chhod  kar tere pyar ka daaman 
ye bata de ki ham kidhar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
hamko dar hai ki teri baaho me 
ham khushi se na aaj mar jaaye
mil gaye aaj qaafile dil ke 
ham khade hai karib manzil ke
muskura kar jo tumne dekh liye 
mit gaye haske sab gile dil ke
kitni pyaari hai ye hasin ghadiya
inse kah do yahi thahar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me 
ham khushi se na aaj mar jaaye 
tere kadmo pe zindagi rakh du 
apni aankho ki roshani rakh du
tu agar khush ho main tere dil me
apne dil ki har ik khushi rakh du
mere hamdam meri khushi ye hai 
tu nazar aaye ham jidhar jaaye
chhod  kar tere pyar ka daaman 
ye bata de ki ham kidhar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me 
ham khushi se na aaj mar jaaye
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song