Bulbula Bulbula Are Main To Albela - बुलबुला बुलबुला अरे मैं तो अलबेला lyrics by Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan

Table of Contents: Lyrics
Bulbula Bulbula Are Main To Albela - बुलबुला बुलबुला अरे मैं तो अलबेला
Artist:Sunidhi Chauhan, Shankar Mahadevan
Album:Thoda Pyaar Thoda Magic
Year:2008
Genre:song
Lyricist:Prasoon Joshi
Music Director:Shankar Ehsaan Loy

Lyrics

uff vo khasmaanu khaani
karti rehti manmaani
samjhe khud ko chaudhraani vo
dil se bilkul bachhi hai, mufat hai par sachhi hai 
natkhat hai par achhi hai wo
leti pange vo sabse, bholi ban jaaye jhat se
baaj naa aaye addat se vo
kuch bhi na vo chupaye 
dil me jo hai dikhaye 
bas usi me fas jaye wo  
mai bulbula kyu koi mujhko haath lagaye 
wo khula khula aasma bhi dekho mujhko bulaye 
chidchidi hai ye zindgi
khushiya jo main lutaaun, hasna main sikhaaun chalo
bulbula bulbula are mai to bulbula 
chhuna na na mujhe bas haule se bula
bulbula bulbula are mai to bulbula
chhuna na na mujhe bas haule se bula
rituo ke ghungru paao me 
thirak thirak fir kyu na jaau mai 
hu masti ke gaon me 
machal machal phir kyu na gaau mai 
iske bin ronak kahan 
bujhi bujhi soyi soyi si hogi dhadkan
koso chaahe tum ise
iske bina suna suna hoga gulshan
saaz hun mujhe rok na 
shikwe sab mita le 
sang gunguna le gaa le
bulbula bulbula are mai to bulbula 
chhuna na na mujhe bas haule se bula
bulbula bulbula are mai to bulbula
chhuna na na mujhe bas haule se bula
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details