Bujh Gaye Aashao Ke Deepak - बुझ गये आशाओ के दीपक सब सपने मुख मोड़ गये lyrics by Amirbai Karnataki

Table of Contents: Lyrics
Bujh Gaye Aashao Ke Deepak - बुझ गये आशाओ के दीपक सब सपने मुख मोड़ गये
Artist:Amirbai Karnataki
Album:Rangeen Kahani
Year:1947
Genre:song
Lyricist:Waheed Qureshi
Music Director:Firoz Nizami

Lyrics

bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye
bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye
lut ke armano ki basti lut ke armano ki basti 
mujhko akela chhod gaye mujhko akela chhod gaye 
bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye
sab sapane mukh mod gaye
mere man mein rog hai jinka mere man mein rog hai jinka 
unko nahi hai iski khabar han unko nahi hai iski khabar
meri duniyan suni karke meri duniyan suni karke
mujhse rishta tod gaye mujhse rishta tod gaye 
mujhse rishta tod gaye mujhko akela chhod gaye 
bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye
sab sapane mukh mod gaye
tu kya jane yaad mein unki tu kya jane yaad mein unki 
ek dukhiya man rota hai hay aisi thokar mari mujhko 
aisi thokar mari mujhko aisi thokar mari mujhko 
mera mukaddar fod gaye mera mukaddar fod gaye 
mujhko akela chhod gaye 
bujh gaye aashao ke deepak sab sapane mukh mod gaye
sab sapane mukh mod gaye
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details