Bhigi Bhigi Palke Hain - भीगी-भीगी पलकें हैं lyrics by Zohrabai Ambalewali

Table of Contents: Lyrics
Bhigi Bhigi Palke Hain - भीगी-भीगी पलकें हैं
Artist:Zohrabai Ambalewali
Album:Bela
Year:1947
Genre:song
Lyricist:D N Madhok
Music Director:Bulo C Rani

Lyrics

bhigi bhigi palke hain, aur dil me yad tumhari hai

iss pe bhee o bedardi, pyar kee bazi hari hai

tumhe chaha yeh kya kiya maine, dukh jamane kaa le liya maine

kabhee dushman kee bhee naa ho jo halat aaj hamari hai

iss pe bhee o bedardi

arre o chand badalo me jaa kee meraa chand bhee hai chhip gaya

ujala kyon rahe jahan me, meree toh ujadi duniya sari hai

iss pe bhee o bedardi
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details