Roman script

Been hai bannd kyu ki tokari mein saamp nahin hai

Main super se bhi upar hone wala star hu bhai

Mic pakad ke batein 4 kar ke

Stage ko main hila dunga mera rap kar ke

5 se 6 kabhi 7 se le 8 tak

Nalo mein pani nahin ye karachi mein shart sab

Mujhse kar baat ab mein hu tera baap ab

Hum hai baloch saab muh pe karte baat sach

Sach se humein na dar lage

Thou$and hai aisi bala

Jiska koi hall na de

Kerunga freestyle chahe koi beat dede

Main sunta busta rhymes aag mera flow phenke

Mere mobile mein dekh na sunta rapper koi fake

Main bana rap ke liye hi mera age na dekh

Bola tha aaunga back aur dekho laya hu track

Karachi wala game on huwa aage to dekh

Aage to dekh main kese kerta scene on

Mujhe na samajh nody khan main hu sing tod

Baki ye kon kon rap janta hai

Jo rap janta hai wahi janta hai main hu kon

Asli dhoon se dekh abhi tu nahayega

Mehanat kerega to rang asli aayega

Baki gayega pura lyari gayega

1 2 3 mere sath bolo ab kya..

Apna time nahin apna daur aayega

Ghadi ko na dekh kuch na kar payega

Chup bhethega to kese shor aayega ?

Time nahin aata khud hi lana padta

Haan..

Apna time nahin apna daur aayega

Ghadi ko na dekh kuch na kar payega

Chup bhethega to kese shor aayega ?

Time nahin aata khud hi lana padta

Lana padta hai time apna khud

Ghar pe bethega to kese kerega kuch

Muft mein tu chahta hai mile sab kuch

Kamiyabi aati nahin chal ke beta khud

Suna hoga tune aata dukh ke baad sukh

Khate huwe bhi samjhau ye hai mera look

Junglipana samajh ya samajh chahe kuch

Aaj kal ke rappers aaakh thoooo..

Nishane Haider wala Rashid Minhas main

Udta cheel jaise nazar ho sikaar pe

Full khaar mein rapper'on ko chheel de

Hum hai lyari wale pure karachi ka dil de

Khare kil pe par rakh ke chalna sikha

7 saal ki umar mein pehana pehla juta

Tej barishon mein bina chhat soke sikha

Jo maine sikha bure halaat ka hai natija

Khudko na samajh kam tujhme bhi huner hai

Uss se nikaal bahar jo tere andar hai

Warna tu banjar asli bante dum par hai

Main tipu sultaan or kalam mera khanjar hai

Haan.. Karachi bole beta khoon de

Nakli bahut door beta asli ko bhi bhoon de

Per mein jaise moon pe betha hu sukoon se

Mujhe wo sikhane chale jo hai khudi dood pe

Jaise main teer hu kamaan pe

Mehanat se pahuchega mukaam pe

Maut ka pata nahin hai kab aaye

Fayda utha apne jaan se

Jaan ke kil ko ulta mat thok

Dil ko rakh tu saaf warna khudp hai tu bojh

Mehanat kerega to mile taliya bhi bahut

Aage wala hook mere sath mein tu bol.. Kya !

Apna time nahin apna daur aayega

Ghadi ko na dekh kuch na kar payega

Chup bhethega to kese shor aayega ?

Time nahin aata khud hi lana padta

Haan..

Apna time nahin apna daur aayega

Ghadi ko na dekh kuch na kar payega

Chup bhethega to kese shor aayega ?

Time nahin aata khud hi lana padta !

Explore this song