Alvida Alvida Bhul Jana - अलविदा अलविदा भूल जाना lyrics by Sonu Nigam
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sonu Nigam |
| Album: | Little Boy |
| Year: | 2018 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Arafat Mahmood |
| Music Director: | Abuzar |
Lyrics
aankho me jitne anshu hai iski wazah bas ek tu hai badla hai tune kyu har rasta dard kabhi na hoga kam phir bhi nahi puchenge hum toda hai tune kyun har wasta alvida alvida alvida alvida bhool jana hume alvida alvida alvida alvida alvida ab na denge tujhe ghamzada tum kandhe pe sar rakh ke kisi khawab me apne gum the mujhe neend kaha se aati mera khawab to bas ek tum the haal apne apne dil ki kah paye na hum tum mil ke mayoos bahut tha mai bhi tum bhi kitne ghumsum thi tum gaye mai wahi rah gaya alvida alvida alvida alvida bhool jana hume alvida naraz agar the mujhse ek bar kabhi to kahte na dard ki barish hoti na aksh hamare bahte bechain phiru ab har din har raat guzaro mar ke mai tut chuka hu sayad gham tera sahte sahte ishq mita hai kab tu bata alvida alvida alvida alvida bhool jana humein alvida alvida alvida alvida alvida ab na denge tujhe ghamzada
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Little Boy
- Composer: Abuzar
- Lyricist: Arafat Mahmood