Aankho Me Meri Chhaya Nasha - आँखों में मेरी छाया नशा lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | Farz Ki Keemat |
| Year: | 1985 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
| Music Director: | Sonik Omi |
Lyrics
aankho me meri chhaya nasha aane laga hai mujhko maja aankho me meri chhaya nasha aane laga hai mujhko maja aaj to main jane na dungi tujhe dilruba aankho me meri chhaya nasha aane laga hai mujhko maja masti hai raat me hath la hath me aankhe gulabi adaye sharabi chala tu kidhar bechain kyu hai itna bata tu lakh daman mujhse bacha aaj to main jane na dungi tujhe dilruba aaj to main jane na dungi tujhe dilruba aankho me meri chhaya nasha aane laga hai mujhko maja baat ko maan le raaze dil jaan le huyi aaj yaari humari tumhari idhar kar najar mehman hai tu hasi raat ka rasta khula hai mulakat ka mehman hai tu hasi raat ka rasta khula hai mulakat ka aaj to main jane na dungi tujhe dilruba aaj to main jane na dungi tujhe dilruba aankho me meri chhaya nasha aane laga hai mujhko maja
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Farz Ki Keemat
- Composer: Sonik Omi
- Lyricist: Hasrat Jaipuri