Roman script
Do pal ke liye Tu aur main mile Zindagi ki raahon mein Milke phir hui Taqdeerein juda Roothi humse manzilein Aankhon se jo hum kho jayenge Kal ye faasle jab ho jaayenge Qisson mein hi bas reh jaayenge Aage ab jahaan bhi hum jaayenge Yaad aayega Yaad aayega Pyaar ye tera mera Hum jahaan honge Saath jaayega Pyaar ye tera mera Yaad aayega Yaad aayega Pyaar ye tera mera Hum jahaan honge Saath jaayega Pyaar ye tera mera Tere mujhe woh Seene se lagna Aansu woh mere Aankhon se padhna Chaahega na dooja koi Teri tarah humko kabhi Aankhon se jo hum kho jayenge Kal ye faasle jab ho jaayenge Qisson mein hi bas reh jaayenge Aage ab jahaan bhi hum jaayenge Yaad aayega Yaad aayega Pyaar ye tera mera Hum jahaan honge Saath jaayega Pyaar ye tera mera
Song details
- Singer: Abhay Jodhpurkar
- Singer: R Naaz
- Composer: Sourav Roy
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Abhay Jodhpurkar, R Naaz
director: Durgesh Naagar, Ashish Sharma
cast: Sehban Azim, Reem Sameer Shaikh
director of photography: Sanket Shah
mix and master: Shadab Rayeen