Tum Se Milkar (Female) - तुमसे मिलकर तुम्हें भुलाना lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Dil Kahin Hosh Kahin |
| Year: | |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Nida Fazli |
| Music Director: | Aadesh Shrivastava |
Lyrics
tumse milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin tumse milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin o deewane dil ko samjhana mushkil hai, aasan nahin tumse milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin har rasta, har manzar ab to koi fasana lagta hai har rasta, har manzar ab to koi fasana lagta hai jab se tum aaye ho saara shaher suhana lagta hai jaate lamho ko thahrana mushkil hai, aasan nahin tumse milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin jhukti aankhe, rukti saanse dard adhura kehti hai jhukti aankhe, rukti saanse dard adhura kehti hai dil ki puri baate aksar dil ke andar rehti hain dil ki baat, juba par laana mushkil hai, aasan nahin tum se milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin jo hum chahe, wo tum chaho phir bhi kyun ye duri hai jo hum chahe, wo tum chaho phir bhi kyun ye duri hai milkar bhi hum mil nahi paate ye kaisi majburi hai rashmon ki deewar girana mushkil hai, aasan nahin tum se milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin tumse milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin o deewane dil ko samjhana mushkil hai, aasan nahin tumse milkar tumhe bhulana mushkil hai, aasan nahin
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Dil Kahin Hosh Kahin
- Composer: Aadesh Shrivastava
- Lyricist: Nida Fazli