Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kahi - तू बिन बताये मुझे ले चल कहीं lyrics by Madhushree, Naresh Iyer

Table of Contents: Lyrics
Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kahi - तू बिन बताये मुझे ले चल कहीं
Artist:Madhushree, Naresh Iyer
Album:Rang De Basanti
Year:2006
Genre:song
Lyricist:Prasoon Joshi
Music Director:A R Rahman

Lyrics

tu bin bataye, mujhe le chal kaheen
jahan tu muskuraye, meri manzil wahin
tu bin bataye, mujhe le chal kaheen
jahan tu muskuraye, meri manzil wahin
meethi lagi, chakh ke dekhi abhi
mishri ki dali, zindagi ho chali
jahan hain teri baahein, mera sahil wahin
tu bin bataye, mujhe le chal kaheen
jahan tu muskuraye, meri manzil wahin
man ki gali, tu fuharo si aa
bheeg jaye mere, khwabon ka kafila
jise tu gungunaye, meri dhun hai wahi
tu bin bataye, mujhe le chal kaheen
jahan tu muskuraye, meri manzil wahin
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details