Teri Bholi Muskaanon Ne (Sad) - तेरी भोली मुस्कानों ने lyrics by Hemlata, Yesudas

Table of Contents: Lyrics
Teri Bholi Muskaanon Ne (Sad) - तेरी भोली मुस्कानों ने
Artist:Hemlata, Yesudas
Album:Babul
Year:1986
Genre:song
Lyricist:Ravindra Jain
Music Director:Ravindra Jain

Lyrics

meri bitiya teri sukh ki
koi bhi kimat kam hai
tute tute mere dil ko
gham to hai bas yahi gham hai
tere babul garib ne
tere babul garib ne
sukh itna bhi na diya
janam ke din se, byah kiye tak
ek ek din ginta hai
janam ke din se, byah kiye tak
ek ek din ginta hai
nirdhan ya dhanwan ho kanya
har ghar ki chinta hai
jaha bitiya ka ghar base
jaha bitiya ka ghar base
wahi sar ko jhuka diya
o teri bholi muskano ne
mujhe babul bana diya
teri bholi muskano ne
mujhe babul bana diya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details