Tanha Tanha Ghoom Ke Dhoondhe Dil Jise - तन्हां तन्हां घूम के ढूंढे दिल जिसे lyrics by Jubin Nautiyal, Aditi Paul

Table of Contents: Lyrics
Tanha Tanha Ghoom Ke Dhoondhe Dil Jise - तन्हां तन्हां घूम के ढूंढे दिल जिसे
Artist:Jubin Nautiyal, Aditi Paul
Album:Dil Jo Na Keh Saka
Year:2017
Genre:song
Lyricist:A. M. Turaz
Music Director:Shail Pritesh

Lyrics

tanha tanha ghoom ke dhoondhe dil jise
lamha lamha beet ke ghuzre dil jisse
phirta hoon sajha ke in ankhon mein use
milta hoon roz mai apni baaton mein use
tanha tanha ghoom ke dhoondhe dil jise
nazron mein meri to tu hi basi hai
kaise main kisi ko dekh loon kisi ko dekh loon
tera hua hoon main   khud se bhi zyada
kaise phir khud ko rok loon khud ko rok loon
phirta hoon sajha ke in ankhon mein use
milta hoon roz main apni baaton mein use
tanha tanha ghoom ke dhoondhe dil jise
lamha lamha beet ke ghuzre dil jisse
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song