Saat Suron Ke Sargam Se (Male) - सात सुरों के सरगम से हैं हर जीवन संगीत lyrics by Babul Supriyo

Table of Contents: Lyrics
Saat Suron Ke Sargam Se (Male) - सात सुरों के सरगम से हैं हर जीवन संगीत
Artist:Babul Supriyo
Album:Life Mein Hungama Hai
Year:2013
Genre:song
Lyricist:Nida Fazli
Music Director:Jeet Ganguly

Lyrics

saat suro ke sargam se hai har jivan sangeet 

sardi garmi barkha gaaye har mausam ke geet 

saat suro ke sargam se hai har jivan sangeet 

sardi garmi barkha gaaye har mausam ke geet 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

saat suro ke sargam se hai har jivan sangeet 

sardi garmi barkha gaaye har mausam ke geet 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

dukh ho to ye neer bavaye sukh me ye muskaye 

koi rut ho geet hamesha sabka sath nibhaye 

har lay me har sur me gunje man se man ki preet 

taal se taal ka milan sada se hai har yug ki reet 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

ghumte pahiyo ki aawaje khwab likhe raaho par 

kil kil karti mithi dhun me nadiya dhunde sagar 

bhej bhav ki is dharti par raag hai sabke meet

sa re ga ma pa dha ni sa hai har haar ki jeet 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

saat suro ke sargam se hai har jivan sangeet 

sardi garmi barkha gaaye har mausam ke geet 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re 

aage chalta ja chalta ja chalta ja tu 

aage chalta ja chalta ja re
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song