Saat Ajube Is Duniyaa Me Aathwi Apni Jodi - सात अजूबे इस दुनिया में आठवीं अपनी जोड़ी lyrics by Mukesh, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Saat Ajube Is Duniyaa Me Aathwi Apni Jodi - सात अजूबे इस दुनिया में आठवीं अपनी जोड़ी
Artist:Mukesh, Mohammed Rafi
Album:Dharam Veer
Year:1977
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Laxmikant Pyarelal

Lyrics

saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
are tode se bhi tute na ye dharm wir ki jodi 
ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho
saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
are tode se bhi tute na ye dharm  wir ki jodi 
ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho
koi tujhko de aawaj to main bolu 
koi tujhe pukare to main lab kholu 
koi tujhko de aawaj to main bolu 
koi tujhe pukare to main lab kholu 
kya jina aur kya mar jana, aisa hota hai yarana 
are chhodi yaro ne duniya par yar ki baah na chhodi 
ye ladki hai ya resham ki dor hai 
kitna gussa hai kitni muhjor hai 
ye ladki hai ya resham ki dor hai 
kitna gussa hai kitni muhjor hai 
dhila chhod na dena hans ke, rakhna dost lagam kas ke 
are mushkil se kabu me aaye thodi dhili jo chhodi 
ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho 
saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
are tode se bhi tute na ye dharm wir ki jodi 
dukh sukh ke hum sathi hai ye wada hai 
apna jo kuch hai sab aadha aadha hai 
dukh sukh ke hum sathi hai ye wada hai 
apna jo kuch hai sab aadha aadha hai 
jo ye sachcha wada hai to sab kuch aadha aadha hai to 
are rani ma se mujhko bhi mamata mil jaye thodi 
aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa 
saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
saat ajube is duniya me aathwi apni jodi 
are tode se bhi tute na ye dharm wir ki jodi 
ho ho ho, ho ho ho, ho ho ho 
aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details