Naam Tera Bhale Ho Kanhaiya Bada - नाम तेरा भले हो कन्हैया बड़ा lyrics by Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Lata Mangeshkar |
| Album: | Hira Aur Patthar |
| Year: | 1977 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Maya Govind |
| Music Director: | Kalyanji Anandji |
Lyrics
prem ki jogan dar pe aayi bigdi meri bana di ya to saje sapno ki doli ya phir chita sajade nam tera bhale ho kanhaiya bada nam tera bhale ho kanhaiya bada aaj jo ji me aaya wo kah jaungi kaha jaungi tune radha ko tadpa diya umar bhar tune radha ko tadpa diya umar bhar mai to radha nahi hu jo sah jaungi nam tera bhale ho kanhaiya bada hum to tujhko pukara kiye rat din hum to tujhko pukara kiye rat din tujhko pathar se parmatma kar diya phul charno me tere chadaye bahut mere daman ko kaato se kyu bhar diya aaj dar pe tere aaj dar pe tere aasuo me mere tu bhi bah jayega mai bhi bah jaungi bah jaungi mai to radha nahi hu jo sah jaugi sah jaungi nam tera bhale ho kanhaiya bada meri saridha ka ye tar tute nahi meri saridha ka ye tar tute nahi aaj kah de ke sachmuch hi iswar hai tu tujhme heere ke jaisi hai sachi chamak ya bata de ke sirf pathar hai tu aan meri prabhu aan meri prabhu na bachayega tu tu hai pathar ye dunia se kah jaungi kah jaungi mai to radha nahi hu jo sah jaugi sah jaungi nam tera bhale ho kanhaiya bada aaj jo ji me aaya wo kah jaungi kah jaungi o kanhaiya o kanhaiya o kanhaiya o kanhaiya
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Hira Aur Patthar
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Maya Govind