Roman script
O jab hum nikle to aandhi aati hai Saansein apni hawa ban jaati hain Rokoge kaise hum rukenge nahin Daastaan apni dil se dil milaati hai Teri aankhon mein hai aisa pyaar Humne baazi li maar Mela loot liya Raat bhar dance kiya Khel khel mein Ek jeevan hai jiya Maidaan maar liya Jab tune pyaar diya Dil jo chaahe hai woh hai kiya Arey jaise inn sitaaron ki kehkasha mein koi taara ho Ho aise iss duniya mein ye chaman humara ho Hum is se hai ye hum sab ki shaan Mera watan meri jaan Mela loot liya Raat bhar dance kiya Khel khel mein ek jeevan hai jiya Maidaan maar liya Jab tune pyaar diya Dil jo chaahe hai woh hai kiya Kabhi koi jeeta kabhi koi haarta Zindagi ka haseen ye khel hai Dil bada kar dilon ko jeet jaa Sochege toh yehi dilon ka mel hai Duniya mein aaya hai toh kuch karke jaa Ki log kahe tune yahaan... Mela loot liya Raat bhar dance kiya Khel khel mein ek jeevan hai jiya Maidaan maar liya Jab tune pyaar diya Dil jo chaahe hai woh hai kiya Jab hum nikle to aandhi aati hai Saansein apni hawa ban jaati hain Rokoge kaise hum rukenge nahin Daastaan apni dil se dil milaati hai Teri aankhon mein hai aisa pyaar Humne baazi li maar Mela loot liya Raat bhar dance kiya Khel khel mein ek jeevan hai jiya Maidaan maar liya Jab tune pyaar diya Dil jo chaahe hai woh hai kiya (x3)
Song details
Song video
music label: Lightingale Productions