Lucky Lucky Hu Mai - लक्की लक्की हूँ मैं lyrics by

Table of Contents: Lyrics
Lucky Lucky Hu Mai - लक्की लक्की हूँ मैं
Artist:
Album:Meri Izzat
Year:2001
Genre:song
Lyricist:
Music Director:S.A. Rajkumar

Lyrics

lucky lucky main to hu lucky hero banane aaya hu lucky 
lucky lucky main to hu lucky hero banane aaya hu lucky 
sou salo tak duniya me mujhko jina hai 
sabki khatir duniya me kaam karna hai 
jab tak sanse hai haste rahna hai 
jab tak sanse hai gaate rahna hai 
jab tak sanse hai haste rahna hai 
jab tak sanse hai gaate rahna hai 
lucky lucky main to hu lucky hero banane aaya hu lucky 
kismat ko tu tata keh de dukho ko tu bye bye kar de 
apno se tu nata kar le dushman se bhi dosti kar le 
apno parayo me kuch bhi na antar hai jhuti diware na bana 
vaise to koi bhi apna nahi yaha jhute tu aansu na baha 
sabake liye tujhe lani hongi khushiya 
jab tak sanse hai haste rahna hai 
jab tak sanse hai gaate rahna hai 
lucky lucky main to hu lucky hero banane aaya hu lucky 
sukh shanti ki duniya hogi phulo ki ye bagiya hogi 
na koi bhukha hoga na koi bhi nanga hoga 
jati pati ka koi lafda na rakhna hai 
insa to insa hote hai 
majahab ke karan koi jhagda na karna hai 
jhute ye kisse hote hai aashaye tere dil ki puri kar le 
janejana jab tak sanse hai haste rahna hai 
jab tak sanse hai gaate rahna hai
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details