Khwahisho Se Yeh Suna Hain - ख्वाहिशों से ये सुना हैं lyrics by Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal |
| Album: | Holiday |
| Year: | 2006 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Mehboob |
| Music Director: | Ranjit Barot |
Lyrics
khwahisho se ye suna hain, pyar hamko ho raha hain tum hi to ho wo sapna jo, dekha hai ji bhi liya hain tum hi to ho wo lamha jo, abb jindagi ban gaya hain rasto me gunjata hain, pyar hamko ho raha hain tumhi to ho savera jo, ye rang naye de gaya hain tumhi to ho khajana jo, dil me hi tha mil gaya hain khwahisho ne khwahisho se ye suna hain isharo me kehati hai pagal ye hawaye chalo raaj sabko ye jake bataye isharo me kehati hai pagal ye hawaye chalo raj sabko ye jake bataye tum hi to ho jo khwabo ko, sang sang mere dekhta hain tum hi to ho jo rato ko, tanhaiya batta hain khwahishon se dabe paw dastak mohabbat ne sunayi hain dehlij pe khwab sare le aayi dabe paw dastak mohabbat ne sunayi hain dehlij pe khwab sare le aayi tum hi to ho wo saya jo sathi mera rehnuma hain tum hi to ho sitara jo roshan kare rasta hain aasman pe ye likha hain, pyar hamko ho gaya hain tum hi to ho wo sapna jo, dekha hain ji bhi liya hain tum hi to ho wo lamha jo, ab jindagi ban gaya hain
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Holiday
- Composer: Ranjit Barot
- Lyricist: Mehboob