Kaise Batau Tujhe Ke Dil Mera Kya Kah Raha - कैसे बताऊँ तुझे के दिल मेरा क्या कह रहा lyrics by Sonal Chauhan, K. K.

Table of Contents: Lyrics
Kaise Batau Tujhe Ke Dil Mera Kya Kah Raha - कैसे बताऊँ तुझे के दिल मेरा क्या कह रहा
Artist:Sonal Chauhan, K. K.
Album:3G
Year:2013
Genre:song
Lyricist:
Music Director:Mitoon

Lyrics

kaise batau tujhe ke dil mera kya kah raha
rahe na fasle ye jo hai apne darmaya
kaise batau tujhe ke dil mera kya kah raha
rahe na fasle ye jo hai apne darmaya
tere karib mai ho saku de de tu apni raja
paas bithau ye julf sawaru aur baho me le lu tujhe mai
hai dil ki ye khwahish ke sunle gujarish
aur de de tu khud ko mujhe
tujhse mohabbat hui hai meri hai bas ye khata
tujhse mai dur rahu ye mujhko gawara kaha
mai tere sath me hi rahu chodu ye sara jaha
paas bithau ye julf sawaru aur baho me le lu tujhe mai
hai dil ki ye khwahish ke sunle gujarish
aur de de tu khud ko mujhe
teri adao me dub lu dub lu mai tujhi me
ho jau tere itne karib ki mai dikhu ab tujhi me
paas bithau ye julf sawaru aur baho me le lu tujhe mai
hai dil ki ye khwahish ke sunle gujarish
aur de de tu khud ko mujhe
kaise batau tujhe ke dil mera kya kah raha
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details