Kabhi Khili Dil Ki Kali (Duet) - कभी खिली दिल की कली lyrics by Mohammed Rafi, Sharda

Table of Contents: Lyrics
Kabhi Khili Dil Ki Kali (Duet) - कभी खिली दिल की कली
Artist:Mohammed Rafi, Sharda
Album:Gharibi Hatao
Year:1973
Genre:song
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Music Director:Sharda

Lyrics

kabhi khili dil ki kali 
gam ki kabhi hawa chali 
kabhi fiza kabhi hai bahar
yahi to hai duniya, yahi hai sansar
koi nahi chhota yaha
koi nahi bada yaha
kismat ka kya eaitbar
yahi to hai duniya, yahi hai sansar
koi nahi chhota yaha
koi nahi bada yaha
lapki thi bijali si dil me 
unse jab jab nazare mili 
kitni hi baate chaha kahna 
lekin jubaan naa khuli 
kitni bhi baate chaha kahan 
lekin jubaan naa khuli 
dil me chhupa raha dil ka pyaar 
yahi to hai duniya, yahi hai sansar
koi nahi chhota yaha
koi nahi bada yaha
base hai dil me arma itne
jinka hisab nahi 
pure honge inme kitne 
koi jawab nahi
pure honge inme kitne 
koi jawab nahi
ek hai dil sapne hajar
yahi to hai duniya, yahi hai sansar
koi nahi chhota yaha
koi nahi bada yaha
jivan ki lambi lambi rahe
le jayengi kaha 
tal na sakegi zudai
phir bhi aashaye hai jawa
milan ki aarzu barkarar
yahi to hai duniya, yahi hai sansar
koi nahi chhota yaha
koi nahi bada yaha
la la la la la la la la
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details