Jeet Ho Hamari Jeet Ho - जीत हो हमारी जीत हो lyrics by Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mohammed Rafi, Geeta Dutt |
| Album: | Veer Babruvahan |
| Year: | 1950 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Anjum Jaipuri |
| Music Director: | Chitragupt |
Lyrics
jeet ho hamari jeet ho jeet ho hamari jeet ho ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho amar rahega ye nisha amar rahega raaz ye amar rahega ye nisha amar rahega raaz ye suhag ghar ke angana me kah raha hai aaj ye kah raha hai aaj ye pran deke laaz apne desh ki bachayenge pran deke laaz apne desh ki bachayenge ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho jeet ho hamari jeet ho chale hai yudh bhumi me wo kaun hai jo rok de chale hai yudh bhumi me wo kaun hai jo rok de ghamand apni virta pe jisko hai wo tok de ghamand apni virta pe jisko hai wo tok de tani hui kaman se ye bijliya girayenge tani hui kaman se ye bijliya girayenge ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho jeet ho hamari jeet ho hai chhatr chhaya veer ma ki mamta kiye huy hai chhatr chhaya veer ma ki mamta kiye huy kisi ki mang ka sindur aasra diye hue kisi ki mang ka sindur aasra diye hue isi sindur ki chamk me aake badhte jayenge isi sindur ki chamk me aake badhte jayenge ye geet milke gayenge jeet ho hamari jeet ho jeet ho hamari jeet ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Veer Babruvahan
- Composer: Chitragupt
- Lyricist: Anjum Jaipuri