Ishq Leta Hai Aashikon Ke Imtihaan - कहते है नादा इश्क खता है lyrics by Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal |
| Album: | Hum To Pyar Karenge |
| Year: | 1991 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Ravinder Rawal |
| Music Director: | Babul Bose |
Lyrics
kahte hai naadaa ishq khata hai ishq ibaadat ishq khuda hai ishq leta hai aashiko ke imtihaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan aur deewane has ke de dete hai jaan has ke de dete hai jaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan aur deewane has ke de dete hai jaan hans ke de dete hai jaan is duniya ne deewano ka dard naa jaana dil ka dushman sadiyo se bedard jamana sab kuch badla par naa badla julm ka wo afsana gum ki wahi daastan ishq leta hai aashiko ke imtihaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan aur deewane has ke de dete hai jaan hans ke de dete hai jaan dil par gum ke jakhm bade gehre hote hai kaise ho shikwa honthon pe pehre hote hai mandir jaise dil toote hai dharti ne dekha hai dekha liya aasmaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan aur deewane has ke de dete hai jaan hans ke de dete hai jaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan ishq leta hai aashiko ke imtihaan aur deewane has ke de dete hai jaan hans ke de dete hai jaan
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Hum To Pyar Karenge
- Composer: Babul Bose
- Lyricist: Ravinder Rawal