Halka Halka (Album) - हल्का हल्का lyrics by Rahat Fateh Ali Khan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Rahat Fateh Ali Khan |
| Album: | Halka Halka |
| Year: | 2016 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Rashmi Virag, Traditional |
| Music Director: | Traditional, Abhijit Vaghani |
Lyrics
ye jo halka halka suroor hai tere ishq ka hi fitoor hai maine jo likha tha mita diya aur tujhko apna khuda kiya ye jo halka halka saroor hai tune kuch kiya toh zaroor hai jis din se tu hai dikha kiya maine saans lena bhula diya jisme se rooh ka ik safar ho tum aakhri saans mein ik umar ho tum duniya ki bheed mein mujhko bas tu dikhe kya main tumko dikhu kaho na tum ye jo halka halka suroor hai kuch ishq sa to zaroor hai maine jagna sona bhula diya mujhe kya se kya hai bana diya tu mere khun mein beh raha hai kahi tu mere khwab mein jag raha hai kahi meri har baat mein bas tera zikr hai kuch mere baare mein kaho na tum ye jo halka halka suroor hai tere ishq ka hi fitoor hai maine jo likha tha mita diya aur tujhko apna khuda kiya kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera main daudta aata hu koi naam le jo tera kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera mere ghamo ki raat ka tu ujla savera rehne do na nashe mein tum phero na nazar halka sa hi aaya hai abhi chaahat ka asar kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera main daudta aata hoon koi naam le jo tera kisi ne na kiya hai jaisa ishq tera mera mere ghamo ki raat ka tu ujla savera
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Halka Halka
- Composer: Traditional, Abhijit Vaghani
- Lyricist: Rashmi Virag
- Lyricist: Traditional