Gori Baaho Me Chudiyan Kali - गोरी बाहों में चूड़ियाँ काली lyrics by Shamshad Begum, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Gori Baaho Me Chudiyan Kali - गोरी बाहों में चूड़ियाँ काली
Artist:Shamshad Begum, Mohammed Rafi
Album:Meena Bazaar
Year:1950
Genre:song
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Music Director:Husnlal Bhagatram

Lyrics

gori baho me chudiya kaali 
sajalo rani ko, ho sajalo rani ko
haye sajalo rani ko
gori baho me chudiya kaali 
sajalo rani ko, ho sajalo rani ko
haye sajalo rani ko
mera pyar akela roye
kaha se laau rani ko
haye kaha se laau rani ko
mera pyar akela roye
kaha se laau rani ko
haye kaha se laau rani ko
aisi rat tuhmari ho, jo kaliyo se pyari ho
geet ab char ka rang la jaar ka
kya batau kaisi ho
aankh hirni jaisi ho
kya batau, kya batau kaisi ho
aankh hirni jaisi ho
aankho me to pyar ho, hatho me katar ho
marti bhi jaye khilati bhi jaye
rulati bhi jaye hasati bhi jaye
ek bar jo le angdayi, dunia kahe jawani aayi
ek bar jo aankh uthaye 
dunia pukaare haye haye
lo aa gayi rajkumari
suno ji jara bachke raho
haaye suno ji jara bachke raho
tumhe lage na nain katari
suno ji jara bachke raho
haaye suno ji jara bachke raho
saha na jaye haye raam 
saha na jaye haye raam 
sabhi najar ka waar 
haye sabhi najar ka waar 
jidhar kisi ki uth gayi najre 
gir gayi udhar kataar 
haye gir gayi udhar kataar 
raani chali shikar ko 
ho gayi aap shikar
haye ho gayi aap shikar 
yahi to pyar dekho yahi to pyar hai 
yahi to pyar dekho yahi to pyar hai 
mina baazar hain ye mina baazar hain bhai

You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details