Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya - एक बेवफ़ा को दिल का सहारा समझ लिया lyrics by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Table of Contents: Lyrics
Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya - एक बेवफ़ा को दिल का सहारा समझ लिया
Artist:Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Album:Ajeeb Ladki
Year:1952
Genre:song
Lyricist:Shakeel Badayuni
Music Director:Ghulam Mohammad

Lyrics

ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya

patthar ko humne, aankh ka tara samajh liya

ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya

dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya

apna hi tha kasur jo, tufan me ghir gaye

o apna hi tha kasur jo, tufan me ghir gaye

ek mouj thi ke jisko kinara samajh liya

patthar ko humne, aankh ka tara samajh liya

jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye

jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye

bhule se apne dil ko tumhara samajh liya

dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya

ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya

dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song