Ehsaas Bejaan Hai Tuti Hai Dil Ki Ragein - एहसास बेजान है टूटी है दिल की रगें lyrics by Shaan

Table of Contents: Lyrics
Ehsaas Bejaan Hai Tuti Hai Dil Ki Ragein - एहसास बेजान है टूटी है दिल की रगें
Artist:Shaan
Album:Zor Lagaa Ke Haiya
Year:2009
Genre:song
Lyricist:Amitabh Verma
Music Director:Bapi Tutul

Lyrics

ehsaas bejaan hai, tuti hai dil ki rage
hai khwaab ye sach nahi, keh de koi ye hame
jalte the bhujhne lage
umeed ke sab deeye, kaisi chali ye hawa
ehsaas bejaan hai, tuti hai dil ki rage
hai khwaab ye sach nahi, keh de koi ye hame
bebasi ban gayi dard ki intehaan
bebasi ban gayi dard ki intehaan
kaat kar par mere udne ko kaha
khaamosh chup chaap hai lamhe ye thehare huye
hai khwaab ye sach nahi, keh de koi ye hame
jalte the bhujhne lage
umeed ke sab deeye, kaisi chali ye hawa
ehsaas bejaan hai, tuti hai dil ki rage
hai khwaab ye sach nahi, keh de koi ye hame
hai khafa haar kar har dua beasar
hai khafa haar kar har dua beasar
khun ke aashk se nam hai ye najar
khud se bhi naraaj hai, auro se bhi ranjishe
hai khwaab ye sach nahi, keh de koi ye hame
jalte the bhujhne lage
umeed ke sab deeye, kaisi chali ye hawa
ehsaas bejaan hai, tuti hai dil ki rage
hai khwaab ye sach nahi, keh de koi ye hame
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song