Dekha Sahab O Sahab Kahna Aasana - देखा साहेब ओ साहब कहना आसान lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Dekha Sahab O Sahab Kahna Aasana - देखा साहेब ओ साहब कहना आसान
Artist:Asha Bhosle
Album:Chor Sipahee
Year:1977
Genre:song
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Laxmikant Pyarelal

Lyrics

aji suna hai tum sabse acha banne ko kahte ho
jo jhuthe hai tum un sabse
sacha banne ko kahte ho 
dekha sahab ho sahab
dekha saheb kahna aasan, kahna aasan
karna kitna mushkil hai, mushkil hai 
jaise ho jeena padta hai, padta hai 
marna kitna mushkil hai, mushkil hai
dekha saheb ho saheb
dekha saheb kahna aasan, kahna aasan
is mahfil is gali me ham ko bure jinn laaye
is mahfil is gali me ham ko bure jinn laaye
aap magar khud aaye, aap magar khud aaye
rate ujad gayi bate bigad gayi
to ab in bigdi bato ka bato ka bato ka
sawarna kitna mushkil hai, mushkil hai
dekha saheb ho saheb 
dekha saheb kahna aasan, kahna aasan
ek din isi juban se hum bhi yahi kahte the
hum bhi yahi kahte the tum bhi ye hi kahte the
ek din isi juban se hum bhi yahi kahte the
ke sach pe marenge hum aahe bharenge hum 
ke aaye dono ke haske ye aahe
aahe bharna kitna mushkil hai, mushkil hai
jaise ho jeena padta hai, padta hai 
marna kitna mushkil hai, mushkil hai
dekha saheb ho saheb
dekha saheb kahna aasan, kahna aasan
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song